Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

    :rose
    Attached Files

    Comment


    • #17
      Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

      :)
      Attached Files

      Comment


      • #18
        Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

        Attached Files

        Comment


        • #19
          Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

          Attached Files

          Comment


          • #20
            Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

            mere taraf se kuch more
            Attached Files

            Comment


            • #21
              Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

              some more :thmbup:
              Attached Files

              Comment


              • #22
                Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                Kitni hoti hai mithas jazba E Dar guzar main
                Kisi rothay howay ko mana k tu daikh kabhi
                Kerti hay kaisay khushbu gul say parwaz
                Ik bar mujh say door ja k daikh kabi

                Comment


                • #23
                  Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                  Jab tere dard mere sath wafa kerta hai
                  Ek samandar meri ankhon se baha karta hai

                  Us ki batain mujhe khushbu ki tarha lagti hain
                  Phool jese koi sehraa mein khilla karta hai

                  Mere dost ki pechaan yehi kafi hai bus
                  Wo her ik shakhs ko danesta khafa kerta hai

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                    Tu mere pas na thi phr b sehar hone tak tera har sans mere jism ko
                    Chuu k guzra
                    Qatra qatra tere dedar ki shabnum tpki lamha lamha teri khushbu se moatar guzra

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                      Wo k har ehd-e-mohabbat se mukarta jaey
                      Dil wo zalim k us shakhs pe marta jaey
                      Mere pehlu mein aye b to khushbu ki tarha
                      Main usay jitna smeton wo bikharta jaey

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                        Khuli jo aankh to pehlu mein us ki khushbu
                        Wo meray sath raha khawab k safar mein b

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                          Tum se manzil ka nahi rishta safar ka hy mera
                          Ye zaruri tou nahi saath chala bhi jaye Tum se milla bhi jaey
                          Ishq deedar ka mohtaaj nahi hota
                          Ek ehsaas ka rishta hy yeh khushbu ki tarha
                          Sirf awaz hi kafi hy mohabbat k liye
                          Aur sab kuch hi izafi hay mohabbat k liye

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                            Bas aik tamana hy bas aik hi hasrat hy
                            Is dunya k naqshe par, har simt likha dekhon
                            Aik lafz chamkta sa, khushbu sa mehka sa
                            Wo lafz hy?
                            .
                            .
                            .
                            Wo khushbu hy?

                            Mera Pakistan

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                              Teri khushbu ki lehad par ham bare tanha they
                              Ro pari mill k galay raat ki raani mujhse
                              Khatam honey laga jab khoon bhi ashkon ki tarah
                              Kar gaye khuwab mere naqal makani mujhse

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

                                Khushbu jesay loug milay afsany mein
                                Ik purana khat khola anjanay mein
                                Shaam k saaye balishton se napy hain
                                Chand ne kitni dair laga di aany mein

                                Comment

                                Working...
                                X